Tumhe gar neend na aaye to Mujhko yaad ker lena,
Mere seene se lag ker Tum kuchh pal to so lena,
Maiin yadon ki badli ki thundi fuhaar sa hun,
kabhi Mujhmein sama jaana, kabhi mujhme Tum kho jaana..
Kabhi julfon ko chhitra ke mere chehre pe bikhero Tum,
kabhi Meri saanso ki khusbu mein apni saanso ko ker do guum,
kabhi Tum lipat ke Mujhse baawri ho Mayur si naacho ,
kabhi Mere likhe geeton ko padhna aur suna na Tum...
अपने विषय में क्या कहूँ....लिखना मुझे अच्छा लगता है...लिखता हूँ क्यूंकि जीता हूँ...
सोमवार, 30 जून 2008
शनिवार, 28 जून 2008
तेरे लिए कुछ गढे कुछ अनगढे हर्फ़
Wo agar mil jaayen to kya kijiye,
Raat din soorat ko dekha kijiye.
Unki muskurahat pe ho jaiye nisaar,
unki khushiyon ke liye zeher bhi hans hans pijiye.
**************************************************
Rimjhim fuharon se jhoom utha mera dil
Aise míen tu daud ke aa aur aake mujhse mil
Mil ke tu mere saath saath bheeng jaa,
pyaar ki baarish se mujhe seench jaa.
********************************************
Mere kandhe pe ser rakh so jaao jaanam
Aao main tumhe dular dun.
Tera her ghum main chun lu apne liye,
Tujhe khushiyan main beshumaar dun
Aa tujhe pyaar dun.
****************************************
Subah ki bheegi hawa laaye teri yaad
Baarish ki boonde kerti hain fariyaad
Koyal kooke daal per de jaaye samvaad,
Kar raha hai tumko bhi koii dil se yaad.
**********************************************
Baarish ki boonden tip tip ker Pee ke aane ki khabar de jaayen
Mun Pee darshan ko taras raha, aankhe darwaje se lag jaayen
Aankh khule to saamne tum hona, aankh bandh ho to palkon pe tum sona
Jo hansu to khilkhilahat tumhari ho, jo rooun to sung mere tum rona.
*************************************************************************
Neend aankhon me utarti jaa rahi hai,
yaad teri her taraf chha rahi hai.
Palken abhi bhi khol rakhi hai humne,
News hai ki sapne me tu aa rahi hai.
********************************************
Aaj uthi iss tarah nigah-e-karam,
Jaise shabnam se phool bhar jaye.
Tu jo muskura ke ek bar dekhe
Zindagi roshni se bhar jaye.
*************************************
Tu bata tere bin hum kidhar jayen.
Meri dharkan me busi geet ho tum
Mere her janam ki meet ho tum.
Tum hi tum rahti ho saanso me meri,
Mere jeevan ki khubsurat sangeet ho tum.
*********************************************
Sard hawayen geet gayen, tumko mere paas bulayen
Baarish ki boonde saaj bajayen, mun mayur ko naach nachayen.
***************************************************************
Udaas mat hona ki tumse khushi hai
Tumhari muskurahat mein meri saanse busi hai
Main tumhe her waqt khush dekna chahta hun,
Chain milta hai jab jab tu hansi hai.
***************************************************************
Raat andheri soonpan hai, baarish se phaila bhjigapan hai.
Aise me tere sapne me aayega tera mun-meet
jo tumko sunayega pyaar bhare geet.
************************************************************

गुरुवार, 26 जून 2008
तुम्हे मैं अपनी निगाहों में कैद रखता हूँ...
तुम्हे मैं अपनी निगाहों में कैद रखता हूँ,
तुम्हें दिल की धरकनो में बसा लेता हूँ,
मैं तुम्हारे होठों से अमृत चखता हूँ,
अपनी जिंदगी को यूँ मैं सजा लेता हूँ ।
*********************************
मुझे तुम याद करके आँख से आंसू न बहाना
मुझे अपनी निगाह में रखना कभी गिरा न देना,
मैं हर वक्त तेरे ही ख्याल में गुम रहता हूँ,
मुझे जिंदगी देना ,कभी गुमशुदा न करना....
..कभी मुझको ख़ुद से तुम जुदा ना करना......
मंगलवार, 24 जून 2008
मुझे तुम याद आते हो
शनिवार, 21 जून 2008
सदस्यता लें
संदेश (Atom)